Book Video Consultation
Stay Home
No Waiting in lines
Audio/Video Call
PMC Verified Doctors
Asking for Self, Male, 19 years old, Quetta
A O A meri age 19 saal hai mujhay bachpan say kauf ki bemari hai maut say dar lagta hai aur kuch saloon say ghar say bahir nahi nikalta hoo social anxiety bi hai ocd bi hai aur bacpan say Maladaptive DayDreaming karta hoo ab kuch hafton say Bahut zyada depressed hoo Khud Khushi kay khyalat bi atay hai mai koi kaam karna chata hoo to concentration nahi reta hai har waqt MDD karta hoo har wagt koi naya kaam karnay ko dil chata hai aur kuch nahi kar pata Plz Help me mujhay kya hai aur kya mai Psychologist ya Psychatrist say rabta karoo plz accept my Question
Wsalam. Jee, aap fauran kisi psychologist say raabta karein, wo aapki poori assessment karein gay aur phir batayein gay kay aap ko kis waja say ye sab hota hai, us kay baad treat karein gay. Agar medicine ki zaroorat hui tou psychiatrist ko refer bhi kar dain gay. Mai aik psychologist hun, agar aap ko appointment chahiye ho tou email kijiye ya meri profile say contact details dekh lain.
shaffaq.a.imran@gmail.com
Yes you urgently need to see a psychologist otherwise it is potentially
risky. You may visit my clinic n get an appointment from hospital plz
Ws, asal me humari zindage me hona wala halatowaqiat ki waja sa he hum disturb hota jesa k apna btaya k apko bachpan sa khof ki beemari ha ...apko foran clinical psychologist sa rabta kerna chahye ager ap chahe to me apki help ker sakti hun r apko coping strategies/techniques bta sakti hun ta k apki condition worse na ho...ager ap chahay to mujhe mail kijiye ya website pa sa meri profile details dakh lain.
1 Positive Reviews