Book Video Consultation
Stay Home
No Waiting in lines
Audio/Video Call
PMC Verified Doctors
Asking For Self, Female 32, mianwali
meray sath 4 saal sy yeh masla hai kay nened bhi aa rahi hoti hai mgr jaisay hi ankh lagti hai dil doob jata hai like saans abhi ruk jaiy ga damm ghutata hai aur ajeeb c ghabrahat hoti hai aur foran uth kar beth jati hoon.paon kay talwaon main bhi khichao aur stomach main dabbao feel hota hai.nend ki medicie khati hon ..pls plss kisi medicine ka name bata dain yeh kon c bimari hai main jahan rehti hoon wahan koi bhi acha specialist nahi hai.ur mujhy kis specialist dr ko dikhana chahiyay..
For infertility, male baby (aulad e narina), weak and lazy children, heart burning, lower back pain and all types of complicated and chronic health problems.
Simply click on link below and
Book an appointment for Rs.TWO thousand
or
Consult online for Rs.TWENTY only
https://www.marham.pk/doctors/khanewal/homeopath/dr-muhammad-mohsin-shah
Apko psychiatrist ko dikhana chahye and us k liye ap online consultation appointment le sakti hain
w.salam,,apko kisi psychiatrist k pass visit krna chahye apni mukamal tashkhees aur behtr ilaaj k lye,,ya aap onlise kisi psychiatrist se rabta krskti hen.
Neend na aana aik alamat hay. ye bohat si beemarion main ho sakti hay jaisa kah depression, anxiety, sleep apnea ya trauma ki wajah say bhi ho sakta hay. Aap kissi psychiatrist ko online dikha dain to behtar hay.
238 Positive Reviews