Book Video Consultation
Stay Home
No Waiting in lines
Audio/Video Call
PMC Verified Doctors
Asking For Sister, Female 38, karachi
too many medicines ,Consult a good psychologist or psychiatrist
possibly grief has turned into depression, two meds will be enough but I have to see her to evaluate
salam..
kindly assure her consultation
the consultation would be free of cost as you mentioned that the patient is a widow...
jazaakALLAH
Consult online
MBBS, MRC psychiatry (London, UK) | Islamabad | Book Appointment
She doesn’t need to be on so many medicines she needs evaluation for Depression and if she does have it, she can be treated with only 1 antidepressant
1 month ago
Mohtram!
Apni fikr hmary sath bantny ka shukriya. Mai samajh sakta hun ap aur apki behan jis mushkil se guzar rahy han.
Jahan tak tashkhees ka taluq ha:
bhook ki kami, neend ki kharabi, zehni dbao jasi alamaat, aam taur per, kuch dinun se kuch haftun tak, kisi qareebi ki wafat k bad sab log kisi had tak mehsus karty han. Isay Normal Grief (dukh ki kafiyat) kaha jata ha, aur kisi medicine ya ilaj ki zarurat nai hoti.
Lekin agar ye alamaat musalsal rahain, ya jismani sehat aur rozmara zindagi ko mutasir karain to phir Pathological Grief (dukh ki bemari) ya Depressive disorder (udasi ki bemari) ban sakti ha.
Jahan tak di gae adwiyat ka taluq ha, to mera mashwara ha k
Tab Revoc (Risperidone) aur Tab Xanax (Alprazolam) ko band kar dein.
Cap Evion (Vitamin E) aur CAC Plus (Calcium aur Vitamin C) food supplements han
Aur Syrup Gaviscon (bhook barhany) aur Cap Lanzit (Lansoprazole) stomach ki jalan kam karny mai help karty han.
Ye 6 medicines kucg symptoms ko waqti taur per to improve kar sakti ha magar is kafiyat ka baqayda ilaj hargiz nai han.
Tashkheesh aur 1 ya 2 bemari ko khatam karny wali medicines k intekhab k liay ap mujh se rabta kar sakty han
https://www.marham.pk/doctors/lahore/psychiatrist/asst-prof-dr-ayaz-m-khan
Mujhy yaqeen ha k baqayda tashkhees aur ilaj se hum is per jald qaboo pa lain gy.
Mujhy umeed ha k is se apko kuch rahnumai mili ho ge.
Shukriya!
MBBS, FCPS, MD | Lahore | Book Appointment
Ap tmam mushwarun ko sunany k bad apni sister k ilaj k liay kis nateejay per puhnchy han?
1 month ago
27 Positive Reviews