Book Video Consultation
Stay Home
No Waiting in lines
Audio/Video Call
PMC Verified Doctors
Asking for Self, Male, 32 years old, Ahsanabad, karachi.
Sir, mujhe 2 min pehle ki baat bhi yaad nahi rehti me.har cheez har baat bhool.jata hn. Lekin bachpan ki or apni is bimari.shuru hone se pehli ki sari baatein saari yaad hain lekin present ki baatein yad nhi rehti, mene subha kia khaya..khaaya ya nahi khaya ye bhi yad nhi rehta. Plz mujhe btayein mujhe kis dr se.consult karna chaiye. Ye masla mere sath taqreeban 15 saal se ho raha hai.
This may be the symptom of depression which is called lack of concentration. U need to get the appointment done with psychiatrist for detailed assessment and treatment.
Yes, aap kisi nearby psychiatrist se proper assessment krwayen k aapko ye symptoms q horae hn.
Thank you for consulting us! This issue is called transient impairment in recent memory, ap pareshan na hon, ye haqeeqi yadaisht ki beemari nahi hai. Kabhi kabhar insan stress ka shikar ho ya mind different tasks main busy ho to esa hota hai, iskay ilawa bohat sari wajoohat hain. Ap daily exercise, progressive muscle relaxation, deep breathing kren one month tak phr bataen.
Aap ko concentration difficulty lag rahi hai. Lekin yeh qabil az waqt hoga k aap ki beemari ki tashkhees batayi jaaye. Aap ko psychiatrist ko dikhana chahiye aur ghar se koi attendant saath le jaayen. Agar mere paas ana chahen to most welcome.
Member
Mujhe nahi lagta mam, me married hn mera ek bacha hai me bht khush hn apni family k.sath phr kesa depression? Wo bhi itna k meri memory itna ziyada weak.ho gai hai..or haan mein smoking bhi bht karna hn .
1 month ago
MBBS, FCPS | Karachi | Book Appointment
Apko phir is k liye psychiatrist ko visit kerna chahye.
1 month ago