Book Video Consultation
Stay Home
No Waiting in lines
Audio/Video Call
PMC Verified Doctors
Asking For Self, Male 25, moreminabad
dimagh goonjata rehta ha.sadness bolny ko dil nahi krta.dimaghi jismani aur sexually tor par weakness ho gai ha.bat bat py gusa ata ha.erectile dysfunction and premature ejaculation ha jis ki waja se haqe zoojiat ada krny se problem ha.aesa feel hota ha k me kuch nahi kr skta bekar ho gaya hun future k mutaliq Pershan aur mayoosi aur na umeedi rehte ha.thinking aur thoughts py control nahi rehta.duniya se bezaar ho gaya hun.zindagi ajberan ho kar reh gai ha.medicine b khai ha 8 months paraxyl aur is se pehly b bohat medicine khai ha lkn ruk ruk kar drs change kar kar k lkn koi ifaqa nahi.plz rehnumae karein bohat upset hun.aesa feel hota ha k Mera dimagh work krna chor raha ha sochny samajny aur likhny parhny ki salahiyat pehlay jaise nahi rahe.low confidence aur confusion rehti ha.mujy ab yun lagta ha k log mujy saeen consider krty hain.jb k mein 10 yrs pehlay intelligent aur clever tha.
aoa dear.zahri taur par lagta hae k ap major depressive disorder naam zahni marz k shekhar haen jis k shidat zeada hae
but sahi taskhhees k baad y marz kabil e elaj hae.ap baar baar dr tabdeel na Karen. jis dr p dil mutmaen ho pher usa apna elaj k lea proper time din.baaz aukat kuch hafton s kuch maheena lag jata haen adweat k pora asar ana m aur marz k control hona m.
jaza kallah
Apko regular treatment ke zaroorat hy, ap theek ho jaien gy, but regular treatment lein
Member
thanks for that but medicine khany ko dil nahi krta koi aur tareeqa elaj ho tu plz bta dain.concentration b nahi rehta headache hota ha head ki back side par aur kbi kbi dull nazar ata ha double double
1 month ago
MBBS,MCPS,MRCPSYCH | Bahawalpur | Book Appointment
aoa dear.At this stage without proper diagnosis and treatment, your condition can not be improved. And some of your close one take responsibility for initiation of your treatment as due to your current state of mind you are not fully able to decide
1 month ago