Book Video Consultation

Book Video Consultation

Stay Home

No Waiting in lines

Audio/Video Call

PMC Verified Doctors

Talk to General Physician on Khansi Ka Masla

person-avatar

Asking For Self, Male 26, Gujranwala

Aslam u Alikum mujy lungs ka masla ha 2018 say pahly he mujy masla tha Khansi ka aur ya bas mujy Sardiyo ky mosam ma he hota ha phir 2018 ma TB nikal ai wo mukamal corce kiya 6 manth ka 2018 ma ios kay bad garmi ky mosam ma thek raha 2019 ma sardiyo ma phir wahi masla ios kay bad 2020 ki sardiya aa rahi ha lakin mujy phir masla start ho gya Khansi ka just sardiyo ma he mujy ya masla hota ha ma bohat prashan ho mukmal alaj agar pta chal Jay to bohat acha ho ga. Bohat Maharbani ho gi.

Homeopath in Lahore - Dr. Muhammad Umar Farooq

Dr. Muhammad Umar Farooq - Homeopath

DHMS, RHMP (PAK) | Lahore

review-stars

48 Positive Reviews

ap k masly ka mukammal ilaj homeopathic mai majood hay ap marham k zariye rabta krai or mustaqil thek ho jai ga masla

Member

Member


OK sir confirm sahi ho Jay ga

1 month ago

Homeopath in Lahore - Dr. Muhammad Umar Farooq
Dr. Muhammad Umar Farooq - Homeopath

DHMS, RHMP (PAK) | Lahore | Book Appointment

review-stars 48 Positive Reviews

g ho jai ga thek

1 month ago

Internal Medicine Specialist in Karachi - Dr. Ayesha Khalil

Dr. Ayesha Khalil - Internal Medicine Specialist

MBBS, FRCP, MRCP | Karachi

review-stars

34 Positive Reviews

please note key sirf ibtidai test ya ibtidai taur par beemaari ka naam  msg par bataaya  jaa sakta hai. Medical issues key liye mareez ko dekhna aur complete history hona zaroori hai. Sirf msgs par tafseeli maaloomaat, tafseeli mashwara ya nuskhaa aur dawa maangna aur dena khatarnaak hai.
Mazeed yeh key mukhtalif doctors ki batai gai dawa ko mix karna bhi buhat khatarnaak hai. Iss sey overdose ya khatarnaak side effect hotay hain
Online appointment key liye neechay diye gaye link par click karein
https://www.marham.pk/doctors/lahore/internal-medicine/dr-ayesha-khalil

Member

Member


Thanks mam sahi draconian dany ky Liya.

1 month ago

General Physician in Kohat - Dr. Hassan Gul

Dr. Hassan Gul - General Physician

MBBS, MCPS | Kohat

review-stars

20 Positive Reviews

your history suggest asthma
I will need detailed history and examination
asthma is not curable but indeed asthma is controllable illness with proper medication and preventing measures

Attach Photo here: