Book Video Consultation
Stay Home
No Waiting in lines
Audio/Video Call
PMC Verified Doctors
Asking for Other, Female, 27 years old, Jung
A,salam Mera sawal group ma mojoud kisi phycologist sa hy Kindlt BTa dain kuch kawateen ko hijab ka showq hony k bawajood bhi hijab sa uqtahat Hona personality change ho jana severe kisam k feelings ana Emotional MGT na Hina Panic ho jana Emotional understanding na hona Body control n MGT na hona Road cross na KR pana dekhty guy bhi Or complex ka shukar hona Cheeks ma dard hona Logo sa darna Kuch autaro ko bp ki prolem hona lagti hy scarf pehen k driving sa ya wese bhi Her kisi k bare ma neg chese mind ma ana Bat kerty guy awaz control ma KR sakna darna chichkacha, time per jawab na Dy sakna Yeh sub kia marz ki alamamat hy wese patient normal rahy but scarf sa topi sa ya sar per kuch bhi dalny sa aisa hi jy Shower k nichy na bags saky dar lgy Thora thira duby sa pani sar ma dale Konsi marze ki alamat hy kindly share repeat again surf sar ko dakhny sa yeh alamat hoti hy
namaz Quran man-o-salwa the holy diet
For consultation
Here is your profile link https://www.marham.pk/doctors/lahore/psychologist/ms-aaiza-khalid.
Team Marham
salam..
zaroori nhi h k ye kisi zehni beemari ki hi ho..
kabhi kabhar gharelo mahool or gird o nawah k halat k dabao m aa kar khawaten m ye tabdeeliya ronma hojati hain...
baaz oqat khoraak ki kami ya achi khorak Ka jism m jazb na hona inki waja bnta hai,, jab zehn or jism ki taqat m balance nhi rehta tabb jism kuch or kar raha hota hai jabkay zehan kuch or chah raha hota hai....
kuch cases m jinsi taskeen hasil na kar pany ki waja se esi ilamaat peda hojati hain...
aap k liye suggestion hai k aap *constitutional treatment* se istafada hasil karen...
jazaakALLAH
Member
A,salam
Wo Constitutional thrapy lena chahti hain, but yeh jana chahti hain kia isky session hoty Jo k bar bar lane party hy Q k wo ase jagah rehti ho jaha unky pas net ni hota bar bar online ho k session ni ly sakti
Kia aik hi appointment ma koi dawa tajweez KR sakti hy ap?
1 month ago
pehli appointment kaafi detailed hoti hai, kam az kam ek ghanta lag jata hai or zayda se zayada 2 ghantay..
phir 7-15 din tak follow up hota hai,,, sessions maheenay m ek Martaba b enough hoty hain....
pehli detailed case taking k baad hi medsn prescribe hosakti hai.....
1 month ago
har cheezy ky bechy koi na koi reason zaror hota h find out the reasons
36 Positive Reviews